Sms Count - 1187
TUM HAQIQAT HO KOI KHWAB NAHI...!!!
Monday, March 23, 2009Posted by
Mridul Khajuria
0 Comments
Usne kaha tum me pehle jaisi baat nahi?
Maine kaha zindagi me tera sath nahi... Us ne kaha ab bhi kisi ki aankho me doob sakte ho?
Maine kaha ab kisi aankh me wo baat nahi...
Usne kaha kyu itna toot kar chaha mujhe?
Maine kaha insan hu pathar zaat nahi...
Usne kaha kya bewafa hun main?
Maine kaha mujhe ab wafa ki talash nahi...
Usne kaha bhul jao mujhe ab?
Maine kaha
TUM HAQIQAT HO KOI KHWAB NAHI...!!!
Labels:
lOvE sMs,
sHaYaRi sMs
Subscribe to:
Post Comments (Atom)